Thursday, September 01, 2011

Safa aur Marwah!

Tum jaante ho - "Safa" aur "Marwah" ke beech main dorne ka kiya matlab hota hai.

Ye kahani sirf Bibi Hajira aur Hazrat Ismail ki nahi hai - bulke ye istaa'rah (nishani) hai is baat ka ke - Inssaan ki saari Zindagi khushi aur dukh ke beech chalti hai. Isi se guzar ker insaan zindagi ka maqsad aur noor pata hai. Ye 'ritual' hai sabar-o-shukar ki taalim ka!

2 comments:

bsc said...

Yes, and Qur'an emphasizes
"Verily We have created Man into toil and struggle" (Sura 'Balad' Aya #4)

mystic said...

So true...