Monday, September 26, 2011

On Cooking!

"Tum roz khana banati ho?"

"Haan! Meri dadi kehti thiN - jis ghar main roz khana pakta hai - wahan khud ba khud - barkatain nazil hoti haiN, aur piyar khulus ka raj ho jata hai. Jis ghar main chulha thanda par jaaye wahan nafrataiN aur tanhaiyaN dera daal leti hain."

No comments: