Monday, October 27, 2014

On "Art of Sex"


"Yes, Sir! Sex is an Art. If a woman knows, she can bring an animal out of any man, anytime. - we all know that. But, if a man knows where to push buttons! He can bring slut out of any woman, anywhere, anytime! No wonder I often loved to fuck in public places, more than in a room of a luscious 5-star hotel".

*

Saturday, October 25, 2014

Kala Dhaga, Dadi Amma aur 'Middle Child Syndrome'

"Ye tum har waqt seedhe pair (right leg) pe kaala dhaga kiun bandh ke rakhti ho?"

"Main 'middle child' thi. Mujhe yun lagta sirf dadi mujh se piyar kerti hai. Sab se pehle bhai paida huwa. Beta tha aur pehla tha - saare ghar ka raj dulara tha. Mere foran baad choti paida ho gai. Ghar main sab ki aankhoN ka taara ban gai. Ghar ki princess ban gai...... Main kahin nahi thi. Yun lagta Abbu Ammi adhura piyar kerte hain....bas aik dadi thi jis ke paas main apna har dukh le ker paunch jaati...Dadi ke saath soti, Dadi ke saath khana khati..... 16 baras ki umar main pehla rishta aate hi abbu ne shadi ker di. Jis din meri flight thi, main Dadi ke gale lag ker bohat roii.....Dadi ne seedhe pair pe aik kala dhaga bandh diya.. ...

20 saal baad peechle saal Pakistan gaii to dadi ki umar 90 ke paas ho gaii ho gi. Kisi ko nahi pehchanti thi..main paas ja ker bethi to to mere pair ke kale dhage ko dekh ker, mujhe gale se laga liya..baar baar kehti jaati - 'meri bachii aai hai'.....Bus usi piyar kerne wali dadi ki nishani liye phirti hun."

Saturday, October 18, 2014

Behkawa, Sureh-Falaq aur Macbeth

One of our Islamiat teacher, Sir Aleem (here, here, here) used to say: "Behkawey, waswasey aur shar (evil) ki taqat ko samjhna chahte ho - aur chahte ho ke Sureh-Falaq ki gheraioN tak utar pao to Shakespeare ki Macbeth parho".

Few nights ago, as I was reading Surah Falaq to my kids - my son asked me the same question about the true nature of "shar" (evil). I bought him the children's version of Macbeth and as I read with him, I recalled my one blog post from 9 years ago (here) - : "Mujhe waswase or Behkawe ki taqat ka andaza us waqt hua jab main ne shakespeare ki Macbeth parhi !!


Sunday, October 12, 2014

On 'human life span'

As I was listening talk on Ted.com (here) on Human Genome and its effect on treating human diseases etc., it reminded me of Surah Baqarah in Quran. I believe that a one-day human life span will roam around 1000 years. And that is purely from scientific research available to date. But, If you read Surah Baqarah ayat # 94 to 96, it indicates that.


Personal note: It was a bizarre interpretation almost 20 years ago when I first started reading the Quran. Over time I concur with Umar bin Khattab that: "This book cannot be human writing." Nothing makes me believe in Islam except the Quran; otherwise, the history and deeds of its followers often make me puke! 


*

Wednesday, October 08, 2014

On 'Pretty wife"

Jab insaan jawai main naya naya qadam rakhta hai to dostoN main ajeeb ajeeb 'discussions' hote hain. Aik din hum dostoN main ye bahes cheeR gai ke biwi kesi honi chahiye?

Aik dost ka khayal tha: Biwi bohat khubsurat honi chahiye, taake ghar aane ka dil kare

Dusre dost ka kehna tha: Ab biwi itni bhi khubsurat na ho ke aadmi insecure ho jaaye

Aadhi zindagi guzar gai -  magar maloom nahi kaunsa dost theek tha?

(Not debating here - girl's 'saleeqaye amoore khana daari')


Tuesday, October 07, 2014

On "Shadi"

"Kiya Shadi mohabbat ke liye kerni chahiye?"
"Gadhe hain jo shadi, mohabbat ke liye kerte hain"
"Phir?"
"Shadi mohabbat se nahi, 'Respect' se chalti hai. Mian Biwi main muhabbat se ziyada zaroori hai, aik dusre ki izzat ki jaaye"

Monday, October 06, 2014

Sunday, October 05, 2014

One morning Text

Life is an interesting thing! We get small things unexpectedly and they bring smile to our face. I received this text, first thing in the morning from a friend in far far land - and it brightened my day - just thinking of his state of mind.

"I just realised there is nothing better in the world than good coffee, sex and a book."