Jub hum barwihN jamat (grade 12) main the to hamara aik mazmoon huwa kerta tha - 'Modern physics'. Hamare Physics ke ustad kehte the:
"Hum sochte hain ke 'waqt' sirf aage chalta hai magar is qaainat main 'waqt' dusri tawaniyoN ki tarah har taraf pehla huwa hai. 'Waqt' ka aik daira hai jo 'infinite' hai. Hum sab is 'waqt' main beh rahe hain. Hum aik hi saath - guzri sadioN main bhi rehte hain aur mustaqbil main bhi. Hame is ka aehsas nahi hota magar waqt ke is dhare main - na to hum aage hain aur na hi peeche!"
??

No comments:
Post a Comment