Tuesday, April 08, 2008

Sang muqayyad O sag azad

See this video - how a simple couple get harassed on the street of Karachi. Per Faiz

Nisar main teri galion ke aey watan ke jahan
chali hai rasam ke koi na sir utha ke chale
Jo koi chahne wala tawaf ko nikle
nazar chura ke chale, jism-o-jaan bacha ke chale

Hai ahle-dil ke liye ab ye nazme bast-o-kushad
ke sang-o-khasht muqayyad hain aur sag azad *

* last line used by faiz is a famous hikayat from Sheikh Saadi regarding any lawless place:

"aik shaks safar kerte huwe aik aese shahr main pauncha jahan har taraf pagal kutte azad phir rahe the. Jub us shaks pe aik pagal kutte ne bhonkne ki koshish ki to us ne zameen se patthar uthana chaha magar patthar zameen main dhansa huwa tha. Us shaks ne kaha: 'Ajeeb shahr hai ke sang muqayyad o sag azad - mutlab patthar qaid main hain magar kutte azad hain"


5 comments:

Anonymous said...

Hi Diary:

I was sorry to see the title of the post, and i request you to change it.

This clip has nothing to do with the country, rather it is about the attitude of ppl and i believe you will find such ppl everywhere.

Thanks,
Saeed.

Anonymous said...

OK lets, change it but I put it so strong because, it tells how much respect people have for law in that country and 'what a jungle' my country has become.

I was very disturb after this video though it is "very very Very' normal thing on streets of karachi atleast.

Will change now.

Anonymous said...

My Country is not like that but this does reflect my people -

NaVeed said...

i don't think you should change the topic of it, hum sub ki pehchan aur mulk say hai aur mulk ki pehchan hum say so bat wohi ho gaye jaisey hum waisa mulk

Anonymous said...

I agree with you... jaisey hum waisa mulk

As per Iqbal: Khuda us qaum ki halat nahi badalta, jis ko khud apni halat badlne ka khayal na ho...