Friday, January 16, 2015

Na-shukri

Jab meri shadi hui to mujeh bara shoq tha ke foran se bachhe ho jaain, magar mere shohar ne kaha: "abhi hamare ye halat nahi ke diaper ke karch bardasht ker sakain, aur agar kambakht ne breast-feeding main tang kiya to dabbe ke doodh ka kharch alag". ...Ye baat mere dil pe aese teer ki tarah lagi, ke main ne zikar hi chor diya.

Saat baras baad mere shohar ne faisla kiya ke ab aulad ki koshish kerni chahiye - magar aaj 28 baras guzarne ke baad bhi hum la-aulad hain.

Magar mere shohar ki na-shukri ka bojh main kiun utha rahi hun?

1 comment:

bsc said...

Yes we all make such mistakes. In younger days I too thought in those terms but we forget that Riziq Allaah k hath men hota hay. I am not saying "planning is wrong" it is the reason that is wrong