Thursday, March 16, 2006

Crash

Discrimination is everywhere. It is not a question of white to black or black to white, rich to poor or poor to rich, Mississippi to Texas or Texas to Mississippi, native to outsider or outsider to native, gender to gender, straight to gay or gay to straight. In any form, it is all about insecurity at the bottom of psychology.


Woh paros ki do aurtain hameN subha se dhamkiaN de rahi thiN. Woh hamare kagzaat dekhna chahti thiN ke hum bahir se aaye haiN. Raat hui to woh hamare ghar ghus aaiN. Hum ne madad ke liye police ko phone kiya to unhon ne ye keh ke maazrat ker li ke ab unke paas bhejne ko mazeed force nahi. Shahyed poore shehar main aag lagi thi. Mujhe apne biwi bachhon ki fiqar thi. Wahan se jo bhage to maalum nahi ab peeche woh makan hai bhi ke nahi.


* (Post is named after the movie Crash)

No comments: