Agar school ki imarat kushada ho to bachon ke zahen bhi khule rehte hain.
Wednesday, May 31, 2006
Tuesday, May 30, 2006
hawa
Jese hi hum ne HA ko qabar main utara aur us pe matti daalna shuru ki - qabarstan main zabardast hawa ki aik laher chali jese aandhi aai ho aur qabar ki matti mujh simat kai logon ki aankhon main ghus gai.
Sunday, May 28, 2006
Saturday, May 27, 2006
3 Qs
1. Everyone has to die. What mode of death you will prefer?
- I prefer to die with sudden cardiac death.
2. Which city you will prefer to get buried?
- I prefer Toronto, Canada
3. If given chance - would you like to watch your own funeral ceremony?
- I say: YES
Friday, May 26, 2006
sirf dhuwan
Jub sare log AJ ko dafna ker chal diye to matti ke dher pe sirf agar batti ka dhuwan baaqi reh gaya.
Thursday, May 25, 2006
wuqat
Quran kehta hai: "Khuda kisi ko us ki wuqat se ziyada taklif nahi deta"
..shayed aesa hone se pehle use maut de deta hai!!
..shayed aesa hone se pehle use maut de deta hai!!
Wednesday, May 24, 2006
faisla
Jub insaan aapas main waisla nahi ker paate to aksar kharij manfi tawaniyaan qudrat ko faisla apne haaton main lene pe majboor ker deti hai
- shayed isi liye is waqt mera dost HA, aik achha insaan, is waqt ICU main maut ki aakhri saansain gin raha hai.
Saturday, May 13, 2006
Wednesday, May 10, 2006
professional world
Professional world is brutal. Only your quality of work is your friend. People will use you as they need you. You need to fix your price. Life goes on. Individuals are just like a brick. Watch yourself !!
Sunday, May 07, 2006
deewane
Allah ne paglon, deewanon aur majnoon logon ko kiun paida kiya?
Taake koi to ho jo zaalim hukumraanon ke saamne ba-banake-dahl haq baat keh sake.
Taake koi to ho jo zaalim hukumraanon ke saamne ba-banake-dahl haq baat keh sake.
Subscribe to:
Posts (Atom)