Sunday, February 15, 2009

Mujeh apni chadar main yun dhanp lo

A beautiful shair of urdu poet - Dr. Bashir Badar

Mujhe apni chaadar main yuN DhaaNp lo
ZameeN aasmaaN kuchh dikhaaii na de


You can listen part of ghazal here

4 comments:

bsc said...

Waqyee buhut khoobsoorat hay aur kitnay aasan alfaz main

mystic-soul said...

Thats the beauty of this shair...

Most of his kalam is simple and 'lateef'

jise le gai hai abhi hawa,
woh waraq tha dil ki kitab ka
kahin aansoN se mita huwa,
kahin aansoN se likha huwa

wahi shehr hai, wahi raaste
wahi ghar hai, wahi 'lawn' bhi
magar us dareeche se poochna
woh darakht anaar ka kiya huwa?

bsc said...

Yes you are right.
charming indeed

Anonymous said...

The whole magic of this sher, is in use of word "chadar" in context of security a human desire.