Friday, January 15, 2010

Asim Butt - another to die in dark lane


Asim Butt ne Khud kushi nahi ki bulke use hum sab ne mil ker maara hai

naarsai agar apni taqdeer thee
teri ulfat to apni he tadbeer thee
kisko shikva hai agar shouq ke silsiley
hijr ki qatal_gahooN se sab ja miley
qatal_gahooN se chun kar humarey alum
aur niklaiN gaiN usshaq ke qafley
jin ki raah-e-talab se humarey qadam
muKhtasar kar chaley dard ke fasley
kar chaley jin ki Khatir jahaaN_geer hum
jaaN gaNva ke teri dilbaree ka bharam
hum jo tareek rahooN main marey gaey (Faiz)*

See Asim's work here
Read more here, here, here, and here

*If not to reach you was our fate
but to love you was our accord
So who complains if these matters of desire
brought me to death cell of (eternal) isolation
From same death cell holding up distinct flags,
new caravan of lovers will emerge
Their ardent desire made (my) steps
to shortened the distances of sorrow,
it’s because of them that we ruled the world,
By sacrificing life we entertained your heart
we who died in the darker lanes.

No comments: