"Registan main hum log dhoop se chamakti ret ko paani samjh ke dorte hain. Mugalta khate hain, tarpte hain. Log kehte hain ret ret hai paani nahi bun sakti. Aur kuch dana log is ret ko paani samjhne ki galti nahi kerte. Woh log dana hon ge, lekin main kehta hun, jo log ret ko paani samjhne ki galti nahi kerte - unki piyaas main zaroor koi kasar ho gi!"...
(From Amrita pritam book "Raseedi Ticket" describing a persian poem)
4 comments:
Wah
Its so beautiful and mystical.
Sawaal yeh hei ke ret ko kitni baar paani samjha jaaye...
sawal to danaai ka hai magar shayed tub tuk jub tuk asli paani na mil jaaye!
Post a Comment