I forwarded our previous post/meme to one of my friend. His response is definitely argueable and controversial, but is worth sharing. I will put his text here:
"Mard ki anaa (ego) us ko rone nahi deti. Woh aesi aurat dhundhta rehta hai jis ke pehlu main woh saari duniya se chup ker ro le. Ye aik 'myth' hi hai ke bazare-husn mardoN ki tharak ki wajah se abad hain. Ye mard ke aansu hi hain (kabhi aashkaara kabhi posheeda) jin se bazare-husn ke gulshan ka karobar azal se chal raha hai".

4 comments:
Pehlai meme kay he aisay aisy awr buhut say pehlu hain keh mainay sirf aik pehlu ka ashara kia tha. laikin ab yeh comment to aik alag patwara ya pandan khol raha hay but thank you for placing it here Mystic.
Uncle: You made me smile
Okay Mystic , literally I laughed out loud at this line
Jin se Bazar e husn ke gulshan ka karobar chal raha hai...
I read it :
Jin see (like jinsi Urdu wala) Bazar e husn ke gulshan ka karobar chal raha hai .. TAY FER ??
I was like so what bazar e Husn is for that ! ..News Flash.. HUH ? Both words fit well in kinda sorta way :)
I disagree with Men shedding tears at Brothel house though ...I am not buying that !
Shedding Chlamydia /herpes /Gonorrhea / HIV virus ... sure ;) LOL
Actually, I was first astonished and then laugh out loud on wordplay by "Jin see".
Post a Comment