Saturday, April 13, 2019

Maut aur Aulad

We knew and he himself knew that death is not far.

Magar jab meri us se aakhri mulaqat hui to apni maut ko bhool ker woh der tak mujh se apni bachhi ki batain kerta raha, us ki tasveerain dikhata raha - aur phir bazoo tham ke kehne laga - "us bachhi ke aansu nahi dekhe jaate"

Aur main sochta raha: "Duniya main ye sirf aulad ki muhabbat hi hai jo insaan ko maut se bhi begaana ker deti hai"

1 comment:

bsc said...

Issi liyay kehtay hain keh
Allah kisi ko aulad ka dukh na day
Aur phir jo baap kay kiyay beaitee ki muhabbat hoti hay uss ka to koi equal nahin