Friday, April 19, 2019

Gurbat aur Ilm ka nasha

Is blog pe main ne aik dost Yasir Gondal ka zikar kiya tha (here)

Aik din Gondal se main ne poocha: "tumhe apne gareeb hone pe gussa nahi aata?"

Us ne jawab diya: "Bhai! gurbat aur burhapa kis ko achha lagta hai, magar main ne jaana hai ke gurbat ka sab se achha marham ilm ka nasha hai, isi liye raat bhar paRa paRa ye nasha kerta rehta hun - aur khub kitbain paRhta hun" 

2 comments:

Books and Stilettos said...

Gurbat mein kitabain kahan say khareedtay hain APkay Gondal sahib ? Aur Gurbat koi la ilaj bemari tou hai nahi kah kabhi theek na ho sakay koi elaj mualja nahi kartay kia ye sahib?

Matlab koi kam dhanda ? koi Gurbat say chutkaray say nijat ka tarika maloom karnay ki jidojehad ? Sorry, I found it really strange kah kitbain parh laitay hain Magar gurbat say nijat ki koi kitab nahi parhi :)

mystic-soul said...

B n S:: This was the second post on Gondal. These posts were from the time when we just finished the metric and entered FSC. Indeed, Gondal took care of his poverty and doing very well in his life.

The first post was at

https://zindagi-ki-diary.blogspot.com/2016/05/chaar-farar.html