Monday, June 10, 2019

Pakistani Aam

Peechli post pe jin Haji Sahab ka zikar kiya tha, woh 35 baras se USA main hain magar har saal garmion main Pakistan jaate hain.

Main ne poocha: "Haji bhai! har saal aap garmion main Pakistan jaate hain. Log sardion main jaate hain. Kiya rishtedaron se milne jaate hain? ke unke bachhon ki chuttian hon to mulaqatain ho wagera wagera?"

Jawab diya: "Arey bhai hum to Pakistani aam khane jaate hain. Jise SindhRi, Tonsa aur LangRa aam mil jaaye, use rishtedaroN ka kiya kaam"!

3 comments:

bsc said...

No doubt about that. It happened to me one August I had to visit Pakistan and the AAMS I saw in the daily life of Lahore and Gujranwala I could not believe my eyes and yes that is the reason I do not like Aams here as they have no taste no khushboo no flavor nothing








Aly said...

Sir you should also plan your Karachi visit in summers, for a delicious mango party :)

per garmi bohat hai.

mystic-soul said...

Aly: I hope things are well with you...

Uncle: I agree. I never craved aam here in the USA. Once I bought Pakistani aam from a desi grocery store, but inside the package of Pakistani aam, I had Mexican breed. I gave up!!