Ye aik ajeeb si baat hai
Qudrat har insaan ke dil main - zindagi ki rah main - aik kaash - aik kask - choR jaati hai
Kaash main aesa ker leta/leti
Kaash main wesa ker leta/leti
Kisi ko muhabbat ke raaste main galat faisle ki kask, kisi ko shadi ke muamle main kask
kisi ko 'career' main koi 'opportunity' choR dene ki kasak
Yahi kasak saari zindagi insaan ki kick bani rehi hai - jis ke saahare woh aage baRhta rehta hai - I guess a form of psychological compensation.
2 comments:
ایک کسر رہ گی
ایک کسک ایسی بھی ہو سکتی ہے
کاش میں نے ایسا نہ کیا ہوتا
یہ صرف کسک ہی ہے انسان کے دماغ پر اثر کرتی ہے لیکن آگے بڑھنے وغیرہ میں اس کا کوِی ہاتھ نہیں
Actually, I should agree with you....as one of my friends said: "hota wota kuch nahi hai"!
Post a Comment