Monday, December 27, 2021
Saturday, December 25, 2021
On Christmas
"YasU Maseeh ke aage mera sir is liye kham nahi hai - kiun ke woh khuda ka nabi tha, ya koi maujiza tha ya maujize kerta tha - bulke isliye hai ke - woh shaks zameen pe basne wale dusre insaanoN ke liye - us daur ke khudaoN ke haaton - Suli char gaya tha!".
Friday, December 24, 2021
Tuesday, December 21, 2021
Saturday, December 18, 2021
Thursday, December 16, 2021
On Bertrand Russell's quote
Although I disagree with Bertrand Russell's following observation, but it also tells me that Islam's extreme amalgamation with real/practical life is validated. On a personal note, I think Bertrand Russel is referring to political Islam after Mohammad's death, and not to the real Quranic Islam which values are nearer to other Abrahamic religions and Buddhism.
―Bertrand Russell, The Practice and Theory of Bolshevism (1920), Part I, The Present Condition of Russia, IX. International Policy, page, 106
Sunday, December 12, 2021
A literary Joke
حفیظ جالندھری کی طبیعت خراب ہوئی تو حکیم فقیر محمد چشتی کے پاس علاج کے لیے گئے. مرض کی تشخیص کے بعد حکیم صاحب نے انہیں پرہیز بتایا:
" آپ نے اب کوئی دماغی کام نہیں کرنا"
جالندھری نے کہا:
" میں شاہنامہ اسلام لکھ رہا ہوں"
حکیم صاحب بولے:
"وہ لکھتے رہو"----
Wednesday, December 08, 2021
Aik khubsurat dua
Mumtaz Mufti likhte hain partition se pehle unke ghar aik hindu pandit kaa aana huwa. Mumtaz Mufti ki amma ne un se kaha - is bachhe ke liye koi dua karain.
Unhon ne dua di ke - bhagwan kare ise zindi main achhe log milain.
Mumtaz mufti kehte hain, isi dua ki badolat unki mulaqat Qudratullah Shahab, Ashfaq Ahmad, Banu Qudsia aur Ibne Insha se ho gai.
~ kitni khubsurat dua hai - Khuda kare tumhe zindagi main achhe log milain
Tuesday, December 07, 2021
Thursday, December 02, 2021
Imtihan
Jab main ne Karachi main "muqable ka imtihan"* (Public Service Commission) paas kiya aur abba ko bataya to abba ne kaha:
"Beta imtihan to ab shuru huwa hai!"
(I very quickly resigned and never pursued a career in it)
* Found this term always funny
Subscribe to:
Posts (Atom)