Tuesday, March 12, 2024

Kask

 Zindagi ke kai sawal aese hote hain, kai kasak aesi hoti hain -

barson lag jaate hain 

       - unka jawab milne main

       - woh kasak, woh khalish mitne main

~ Shayed yahi bohat hai ke maut se pehle saare hisab saaf ho jaain

No comments: