Sunday, June 06, 2010

Spiritual teaching and life

Yaad nahi parta ke is blog pe ye baat kubhi likhi ya nahi magar jawani main jub apne daheriye (atheist) khayalat ke baad main sufism ki taraf maail hua (kher ab to us ka bhi shaibaa kum ho chuka) - to aik baat sikhi aur zindagi ke kai mor pe woh baat sach saabit hui ke:

"Zindagi main pehle ilm naazil hota hai, phir tajarba warid hota hai aur phir dubara ilm aata hai us ki toseeh kerne"

"In Spriritual teaching of life first knowledge gets revealed to a man, than comes experience from events and than comes knowledge again to attest it"

(Spooky..weird..confusing..??)

3 comments:

Anonymous said...

Aur ilm ke baad insaan ko apni kam ilmi ka ehsaas hota hei...
Its not confusing, just a reality!
A.

Anonymous said...

Very well said anonymous, aur shayed aisay aadmi hi ko qabil samajhna chahiye.

mystic said...

Both Annonymous: I can't agree more. It is so true what you guys said.