Wednesday, November 23, 2011

Diya!

Hamare shehr main aik mandir hai. 


Baqol Faiz:
koi ujra huwa, be-noor purana mandir 
dhundhta hai jo kharabi ke bahane kab se 
Chaak har baam, har ik dum ka dum-e-akhir hai 


Us mandir main kisi shab main ne bhi tumhara naam ka aik diya jalaya hai



No comments: