Saturday, June 11, 2016

On "Hijab"

"Mera Shohar kehta hai: Agar main ne hijab nahi pehna to woh mujeh choR dega. Mujhe kiya kerna chahiye? Mere 2 chote bachhe hain. Main kahan jaun gi?"

"Wese to hijab tumhara aur tumhare khuda ke beech ka muamla hai. Par agar tum apne ghar ko pamaali se bachaane ke liye hijab pahen leti ho to mere khayal main, ye amal khuda ki nazar main, hijab pahenne ki har dusri illat se afzal-tar hoga."

1 comment:

bsc said...

agree