"Aesa kiya huwa ke aik dam se barah baras ki judaii (separation) yun khatam ho gai"?
"Bus jab us ne phone pe thaki hui awaz main ye kaha ke - bohat thak gaya hun, wapas aana chahta hun - to barah baras ki saari nafrataiN, kadurataiN aur shikayataiN aik dam se dam toR gaiN.
Tum aksar kehte ho na ke - ' Har kisi ko zindagi main aik van-vaas kaatna paRta hai' - bas yun samjho mera van-vaas 12 baras ka tha"!

2 comments:
>> ' Har kisi ko zindagi main aik van-vaas kaatna paRta hai' - bas yun samjho mera van-vaas 12 baras ka tha"!
Some of your posts read like as if they are directly addressed to me.
Thanks for sharing it :-)
As Joseph Campbell's "Hero's Journey" state: So far there is only one story written :)
Post a Comment