Sunday, March 04, 2007

Aishwarya Rai ka bosa

'kesa hai kesa hai, baarish ka bosa hai'

'Abe kiun achhi khasi shayeri ki matti paleed ker raha hai, asal gana hai...
kosaa hai kosaa hai, baarish ka bosa hai'

"Are sahi ke galat - hai to Aishwarya Rai ka bosa" !!!

2 comments:

Anonymous said...

choro yar shayiree kaun sunta hai, sub laug aishwariya ka naach dekhtay hain - that's why the lyrics are often so ridiculous./

mystic-soul said...

gulzar shahab ne shahyeri to achhi ki aur AR Rehman ne music bhi kamal ki di..magar sachhi baat hai unki baari teesre ya chothe number pe aai jub ashwariya ka naach dekh ke dil bhar gaya...