Friday, March 30, 2007

Daughters


"Khuda ne 'betion' ko kiun paida kiya ?"

"Ta'ke mard aurton ka aehtram aur izzat kerna sikhain aur ye ke apne aamal durust rakhain"

(magar kiya woh?)

4 comments:

Anonymous said...

At least in their old age some of them learn to.
At least you can always say "ghar mein maan behen nahin hain?"

Anonymous said...

Badqismati se logon ne iske bhi jawab tayyar kur rukkhe hain, jis ka yahan likna mere liye mumkin nahi..bulke soch ke bhi ulti aati hai

tahir hassan said...

Main beti bankar aayi hoon

Maa-baap k jeevan mein

Basera hoga kal mera

Kisi aur k aangan mein

Kyon yeh reet bhagwan ne banayi hogi

Kehte hai aaj nahi toh kal tu parayi hogi

De kar janam pal-poshkar jisne hamein bada kiya

Aur waqt aaya toh unhi haathon se hamein vidaa kiya

Betiya isse samajhkar paribhasha apne jeevan ki

Bana deti hai abhilasha ek atoot bandhan ki

Kyon rishta hamara itna ajeeb hota hai

Kya bas yahi hum betiyon ka naseeb hota hai ?

mystic said...

Thanks Tahir...

Your profile is pvt....unlock it so we can read your blog too....