Tuesday, May 06, 2008

Yaqeen

Bollywood ki nai film release hui hai - "U,me aur Hum"

Despite flaws and masala of commercialism (A-rated), overall its a good movie. I enjoyed it very much. The theme, story line, acting, direction, cinematogaphy and dialogues are of quality.

Film ke aakhiri hisse main, film ke Hero ko, uska dost aik kahani sunata hai:

"aik gaun main akaal (drought) par gaya. Zameenain sukh gain. Jub halat bohut kharab ho gai to gaun walon ne socha - sub aik saath mil ker mandir jaate hain aur bhagwan se baarish ki prathna (prayer) kerte hain. Jub saare log mandir paunche to aik bachha chata (umbrella) le ker aaya tha - kiunke sirf use yaqin tha ke bhagwan se prathna kerne se baarish zaroor hogi."

2 comments:

Anonymous said...

:) thats lovely. I didn't get to watch the entire movie and missed this beautiful line. Mager shayad sun kar ajeeb lagta..parh kar zyada acha laga :D. Dua maangte hain aur itniii umeed rakhte hain keh dua keh pooray hone ka bhi intezar karte hain :D

Anonymous said...

It took a while for movie to climax but second half is very interesting after intermission!