Tuesday, July 15, 2008

3 Pardeh

Jub main Pakistan chor ker pehli dafa America aa raha tha to amma ne naseehat ki: "Beta! 3 cheezon ka pardah rakhna - aurat ka, daulat ka aur apne dastarkhawan ka".

Ye naseehat samjhne main mujhe 15 baras lag gaye. Matlab tha ke
1) be-hayai se bachna
2)Paison ki numaish na kerna aur
3) jo rizq mile sabar-o-shukar se kha lena

4 comments:

sobia said...

zindagi k rehnuma usool iss aik naseehat mein shamil hai. bus aik iss per amal ker lein to hum shayad zindagi ko behtreen tareeqe se guzarpayein. very well said

Anonymous said...

Buzurgon ki choti choti naseehat main hi sab kuch hota hai magar hum nahi samjhte...

Dipti said...

Dear brother.. bohot hii khoob naseehat hai .. kaisey kaisey khazaaney chhupe hain buzurgoN kii in nasehato'N mein ..

Anonymous said...

yes its true...

By the way you have interesting blog too...