Friday, March 20, 2009

Nisar main teri galiyon ke aye watan

Bohut dinoN baad aaj Faiz shahab ki nazam "Nisar main teri galiyon ke aye watan" bhaut yaad aayi.

Nisaar main terii galiyon ke ae watan, ke jahaaN
chalii hai rasm ke koii na sar uThaa ke chale
jo koii chaahane waalaa tawaaf ko nikale
nazar churaa ke chale, jism-o-jaaN bachaa ke chale
Hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ke sang-o-Khisht muqayyad hai.n aur sag aazaad


You can listen whole poem here read by the great Zia Mohiyuddin

2 comments:

KaNcH-Ki-GuRiYa said...

Very nice SIr. I like your blog so much. I always visit your blog. You know apk blog ki sab se achi baat kiya hia?

ap itni khubsurat urdu main likhte hian na k bas....Apko dekh k maine bhi apna ik urdu blog shoro kiya hia..

Anonymous said...

You are very welcome Guriya...

I visited your Urdu(Roman) blog...and left comment.

Keep writing. It will make you a better person

Zamana parvarish kerta hai barsoN