"Tumhe pata hai 'Maan' kise kehte hain?"
"Trust ko?"
"Nahi! Trust to bohat chota lafz hai. Shayed angrezi main is lafz ke hum-palla koi lafz hai hi nahi! Jub kisi ke liye koi aehsas - aap ke andar, bahir, shaoor, la-shaoor bulke tahtash-shaoor - main yaqeen bulke iman ki had tuk chaya ho - magar khud aap ko us ki khabar na ho - aur tub khabar ho jub woh aehsaas aik dum se tute aur khud poora aap ko jhanjor jaaye, bulke tor jaaye. Us aehsaas ke liye shayed abhi koi lafz ijad hi nahi hua!"

2 comments:
Maan ke liye angrezi zabaan mein koi lafz nahin... once gone, dont know what brings it back - if at all it does come back!
:(
you made me sad and my phone is not working too :(
Post a Comment