Wednesday, October 05, 2011

Sab se Bara Dukh? - 2

Last year, I wrote a little post Sab se bara Dukh? Someone left an interesting comment:

"...mujhe aik bar mere susar (father i law) ne aik bat kahi jo main apse b share krna chahta hon... he said.. "beta, ap jantay hain k hum ko olad ka dukh maa baap k dukh se b barh k q mehsus hota ha?"..main khamosh rha to woh bolay.."Q k yeh hmara khameer ha, hmaray grand father (hazrat adam) k maa baap nahi thay, unko sirf oladd mili so unki fitrat mein sirf olaad k liye feelings bn gayen aur jo genetically aj tk hm sb insano mein forward ho rahi hain"... hence proved k "olad ka dukh wakeiye boht zalim hota ha" !!!

(Thanks Tahir)

2 comments:

Shaan said...

bahut din yeh statement mere dil-o-dimag par havi raha har waqt soacht raha....kitni sahi hai yeh statement

mystic-soul said...

Shan! I am not sure you have kids or not - but as Steve Jobs said: the best thing he did 10,000 times better than anything is having kids!