Thursday, November 01, 2012

Aik purani kahawat!

I have unique interest in old sayings (kahawat) - as I believe they tell realities (or should I say brutalities) of life in one line.

Hamari Dadi ki pasandeeda kahawat thi: "Ghar ghar matti ke chuleh hain"*

Matlab ye tha - ke har ghar main koi na koi an-baab, nagawaar cheez ya laraai - hoti rehti hai. Apne ghar ki - ya kisi aur ghar ki - burai kerna koi aqalmandi nahi. 


* (every house has fragile stove).

No comments: