I was 5 years old when first time I saw Jesus on cross.
"Aik sawal tha jo 'puberty' se mere andar khol raha tha, jis ka koi tassali bakhsh jawab nahi milta tha - kai kitabain khangali, kayi sayanoN se poocha - magar kisi ke jawab main koi gheraai nahi thi. Ya to mazhab ki 'nail polish' thi, ya phir falsafe ki gardan thi - magar jawab kahin nahi tha."
"Aakhir woh kiya wajah rahi hogi ke yasu maseeh (Jesus) - yun khamoshi se - dusre insaanoN ke liye suli charh gaya hoga"...........................
But after working 20 years in profession of Medicine and spending many sleepless nights near bedside of patients with my other devoted colleagues - I can see how saving lives can become an addiction...And there is a reason, despite being a Muslim, I carry a Jesus' cross for years with me.
ibne maryam huwa kare koi
mere dukh ki dawa kare koi
(Bak raha hun junoon mein kya kya kuchh, kuchh na samjhe Khuda kare koi)