Monday, October 28, 2013

Faraq!

Zindagi main 2 tarah ke dostoN main faraq kerna bohat zaroori hai. 

Aik woh jo 'don't care'
Dusre woh jo 'don't know'

(sometime people care, they just don't know what's going on)

Baaz auqat hamare achhe dostoN ka ye haq hota hai ke woh jane ke humare saath kiya ho raha hai! 

Baqol Hazrat Ali: "Badnaseeb hai woh shaks jise dost na mile, aur us se bhi ziyada bad-naseeb hai woh shaks jo achhe dostoN ko kho de".


3 comments:

Unknown said...

when i watched social network n it had quote on it "to gain million friends you have to make few enemies" and he made his best friends his enemies n just considers fame as real friends, then i remembered ALi R.A Quote "hazaron dost hona faida ni,laken hazaron tumhare khilaf hun aur tumhara aik dost tumhare sath hu is a real deal "

Rida said...

Hmmm...dost hota nahi her haath milanay Wala...!!!

mystic-soul said...

Life above Zero: Liked your post on "Pakorey"

Rida: Barwaqt ye shair parha tum ne...maza aa gaya