Khalil Jibran ki ye asan si baat samajhne main mujhe aik umar lag gai :
"Jahan tum apni zaat se ooncha bolna shuru kerte ho, wahin se tumhari zaat ki nafi shuru ho jaati hai".
(You start negating yourself, the moment you start pretending beyond yourself)
"Jahan tum apni zaat se ooncha bolna shuru kerte ho, wahin se tumhari zaat ki nafi shuru ho jaati hai".
(You start negating yourself, the moment you start pretending beyond yourself)
3 comments:
Mujhe samajh nahin aaya :(
Zaat se ooncha bolne ka matlab yeh to nahin hoga k mazloom log apni aawaz buland na kareN (like women/LGBT rights activists do). Shayad "chhota moonh baRi baat" wali baat kahi hai :-/
Anony mujeh khud 40 baras lag gaye ye aik jumla samjhne main. Mera khayal hai: What Khalil Jibran meant was - when we start portraying ourselves beyond our actual limit, we in fact start ourselves negating more.
Mera khayal hai: Zulm ke khilaf awaz buland kerna aur baat hai.
Oh, I think I got the idea. Thanks for the explanation!
Post a Comment