"Saath rehne ke liye nikah zaroori hai kiya?"
"Saath rehne ke liye to nikah zaroori nahi hai - magar rishte ki gheraii main uterne ke liye ye 2 bol bohat zaroori hain. Jab masjid, mandir, 'church' ya 'civil court' ke kamre main bandhan ke 2 lafz parhey jaate hain ya 'signature' kiye jaate hain - to 'trust' ki gheraii patal tak utar jaati hai. Shayed wajah sirf ye hai ke - jab saare zamane ke saamne ailan-e-wafa hota hai - to aadmi ko bharose ki woh tawanii chu leti hai jeese torna bohat mushkil ho jaata hai"
"Hmmmm...May be"

2 comments:
I agree with this, a good statement
bilkul uncle....
Post a Comment