"Hamare aik babaji kehte the! jhoot se nijaat to choti manzil hai. Allah ke raaste ka koi bhi maskhara zara si tapasiya se ye manzil paa leta hai - magar us ke aage bohat baRi rukawat khud-numaaii ki hai - baRe baRe surma is aag se bach nahi paate aur saari umar is pahaR ko kaat ke raasta banane main sarf ho jaati hai. Yahi anaa ko maarne ki pehli aur sab se kaThan manzil hai".
No comments:
Post a Comment