Some people are so firm in their Iman (and their ethics) that it astonish me. I was asked by a parent of one of my student. Following is a very brief conversation which will tell you the whole story.
"Beta! Tum poora din hospital main residency kerti ho. Phir ghar jaati ho ya jumma parhne masjid. Baqi waqt kitaboN main juti rehti ho. Aese to tumhe koi rishta nahi mile ga. Apne parents ke saath dawatoN, shadioN wagera pe chali jaya karo. Un ka bhi dil reh jaaye ga".
"Sir! Woh chahye ga to saathi bhi likh dega, jis ne mere liye izzat ka kaam aur rizqe-halal ki naimat likh di hai, magar main apni in zimmedarioN se bewafaii to nahi ker sakti"

No comments:
Post a Comment