Abba kehte the:
"Jo cheez tumhari hai, woh kho ker bhi mil jaaye gi, chahe phir izzat ho, daulat ho ya koi rozmarra ke istamaal ki cheez".
Abba ki is baat per main hamesah un se bohat behesta tha.
Par ab lagta hai abba theek kehte the. Cheezon ko sambhal sambhal ke rakhne se kuch hasil nahi hota. Agar cheez hamari hai to kho ker bhi mil jaati hai.

No comments:
Post a Comment