Monday, February 26, 2007

Ilm

Ilm us mehbooba ki tarah hai jo kabhi aadmi ki nahi ho sakti. Aik lamhe lugta hai ke ab ye ilm mera hai magar dusre hi lamhe woh door khara bewafa mehboob ki tarah mun chira raha hota hai.

No comments: