Sunday, March 20, 2016

On "One Nightmare"

(us ne mujh se poocha)

"Kiya tumhare saath kabhi aesa huwa hai ke - tumhari aankh is baat se khul gai ho - ke tumhari saans miloN bhagne ke baad ki tarah phooli ho, dil ki dharkan 200 fi minute ho aur ulcer ki takleef apni shiddat se urooj pe ho - aur ye aehsaas ho ke - tumhari mohabbat kisi aur ki aagosh main bethi hai"

4 comments:

Shaan said...

Mohabbat ko khone ka dar. Maut se milne ke bara bar hai.....

mystic-soul said...

Shan Mian!! Eid ke Chand !!!

Shaan said...

Sir, You wont belive in a week I vist ur blogs 3 to 4 time. App ke blog ko padta huu toa yakeen hota hai koi meri tarha bhi soachta hai aur jasbaato ko ajj bhi tawajjo diya jata hai..

Anonymous said...

@Shaan -- Maut say Mila nahi jata - Galay lagaya jata hai forever -Zindagee mila karti hai bheek mein ---

Laikin Khona tou ussay kahin gay na Jo kabhi paa liya ho ? Jab mila he nahi to khona kaisa ? Han agar paa liya ho tou khonay ka Khadsha sans tang kar denay k liye kafi hua karta hai :)