Saturday, September 08, 2007

Saadat Hasan Manto

Jis ne Saadat Hasan Manto ko nahi parha, us ne urdu literature ko nahi parha.... He was the master of human psychology and probably the greatest of the sub-continent's short story writers. On top of that, though his language is very simple, he is so brutal....Main peechle 25 baras se Manto ko parh raha hun, aur har baar us ka qad pehle se aur bara ho jata hai.

Baqol mere aik dost ke: "Jis ne Manto ki 'kaali shalwar' aur 'thanda gosht' nahi parha, us ke dimag ka azarband abhi tak band hai"!

Taken from Khaled Ahmed's article (with thousand thanks to Raza Rumi)

"Before 1947, Muslims offended with the fahashi (obscenity) of Saadat Hasan Manto took him repeatedly to court, only to hear the Muslim judges under British Raj say that what Manto wrote was high culture, not obscenity. After 1947, every time he was dragged before the court for obscenity, he was convicted! The judge in Karachi gave him tea in the evening and told him he was the country’s greatest short story writer, but convicted him for obscenity in the morning".

5 comments:

Anonymous said...

main aap se is baat mein bilkul agree karti hoon
jis ne manto ko nahin padha use partition ke baare mein kuch nahin maaloom (and i think studying about the partition is more pertinent than cramming the freedom struggle...to really understand pakistan and india both)

aur sirf partition hi nahin -miyaan biwi ya aurat mard ke rishton mein jo layers hoti hain jinhe baaki authors samajh nahin paate ya bol nahin paate woh baatein manto samajh paaye!!!
aur woh baatein 2007 mein utni hi sach hain jitni 1937 mein rahi hogi.

kya pakistan mein manto ki life ya manto ki kahnai par koi film bani hai?

mystic-soul said...

Minto ke saath Pakistan main jo salook huwa woh koi bohut qabbile-qadar nahi tha !

Magar Minto ke dramon pe aik zamane main Pakistan TV ne serial banaii thi - in 1970s but I could not find it again.

Jis ne minto, krishan chandar, Rajindar singh bedi, ismat chughtai wagera ko nahi parha - usko kubhi india aur pakistan bulke insaaniat ki samjah hi nahi aa sakti...

Minto is master of psyvhology of relationship !. Read his best afsanay here

http://urduspot.pakistanway.com/ShowNasir.aspx?poetId=47&poettype=2

please apni list mein Amrita Preetam ko bhi shaamil kar le...
aur main yahaan...aur please mujhe aur bhi authors ke naam bhi bataiyega...
aaj subah mujhe achanak yaad aaya ki mujhe Urdu mein kuch bhi padhe hue 13 saal se zyaada ho gaya hai...
maane urdu ki script mein...
ab bahut man ho raha hai padhne ka

mystic-soul said...

I have to confess that I never read Amrite preetam..

but have this link..urdu's 25 classsic short stories

http://www.kitaabghar.com/bookbase/idara/urduadabafsanay-2.html