Monday, September 10, 2007

Bare Makan

Haseena Moin ki kahi hui aik baat aksar yaad aati hai ke, "agar makan bohut bare hon to insaan dur chale jaate hain". ...Kitni sach baat hai. Makan jitne bare hote jaate hain, utni ziyada deewarain bich main aa jaati hain.

2 comments:

sobia said...

baat to sahi hai magar 'fasad ki jar' shayad makano ka raqba nahi, makan banane mein istimal hone wali daulat hai. jub iss daulat se mohabbat barhti hai to insanon mein fasle bhi barhte hein. bare makano mein fasle iss liye ziada hote hein k log uss makan ki ahmiyat ka maap tol uss makan mein apne hisse se kerte hein. ubb iss hisab se jitne kum insan, utne kum hisedar aut her hisedar ka utna bara hisa!!!

mystic-soul said...

I agree with you...insaan saala apni genes main hi bara laalchi hai..