Thursday, November 08, 2007

Ground of Saints



One of my all time favourite blogger Mezba is visiting his home country Bangladesh. He posted this story from a small place called Rongpur.

"...This was the strangest thing. The white dome like thing is the mimbar of the local Eid-gah. Right next to it is a small shelf full of little cubicles. In each of those slots is a bottle of water, with the cap left open. I am told when someone is ill or there is some misfortune in a family, the head of the family will take a bottle of water, read some prayers, then leave it here in the Eid-gah for the night. The place has a graveyard where lots of saints are buried. The villagers believe the spirits of those saints come and 'bless' the water in the middle of the night. In the morning the villagers come and get their respective bottles and drink the water. The problem is then supposedly 'resolved'..."

Kaun jaane, kisi achhe maseeha ki ruh aaj bhi us maidan main bhatkti ho aur ho sakta hai itne insaanon ki "cumulative postive energy" hi bimar ko shifa de deti ho !

Aur ye bhi ho sakta hai ke ye sub jhoot hi ho magar raat bhar maidan main paani rakhne se agar kisi bimar ko bewajah qarar aa jaata hai to kiya bura hai. Bechara insaan bara majboor aur masoom hai. Aur ye ke insaan bara darpok hai. Apni fana aur maut se darta hai. Jub bhanwar main dub raha hota hai to tinke ko bhi sahara jaanta hai !

Magar achha lugta hai. Ye raunaq lagi rahe to achha hai !

2 comments:

Anonymous said...

mashaAllah :D yeh "bewajah ka qarar" suchi main bohut hi masoom hai insaan. Koi Achhay masehay ki rooh khuda na khasta bhatke...unko tou sakoon hota hai khuda ki chah main woh tou dunya say jald janay ka hi sochti hongi..hai na?

Insaan aisa kyoun karta? I mean if they have a belief in a maseehay ki rooh jisko woh dekh nahi sakte...why not have a stronger belief in Allah jisko dekh nahi sakte mager hmm He did make them right. Insaan insaan ko hi dhondta hai.

Yeh raunaq emotions say lagti hai :)...woh khushi kya jisne ghami ko dekha na ho.

Anonymous said...

Wah ! kiya piyara jumla likha hai..maza aa gaya..

"....Insaan insaan ko hi dhondta hai..."

You said the punch line which I failed to write..Bohut bari baat likh di...