Sunday, December 13, 2009

Sadqa

Agar bachpun main hame koi chot lug jaati to dadi kehtiN: "Chalo achha huwa, bari musibat ka saqda huwa".

Kiya ye sach hoga ke zindagi main darasl koi chota nuqsan is baat ka istaa'ra hota hai ke hamara koi bara nuqsan hone wala tha magar qudrat ne hamari bachat ker di!

2 comments:

Saima said...

and...everyone's "chota nuqsan ya bara nuqsan faraq hota hai" ...so we are not to judge what is "nuqsan", right?

mystic said...

ye to sach hai: har aadmi ka 'nuqsan' apne dil main chota bara hota hai. Its all relative to each person.