Tuesday, March 21, 2017

On "Zameen ka bojh uthane wale"

Nasir Kaazmi ka aik shyr hai

ye aap ham to bojh hain zameen ka 
zameen ka bojh uthane wale kya hue

Bohat waqt lag gaya mujhe ye samjhne main ke - Zameen ka bojh uthane waale kaun log hote hain?

Ye woh log hote hain jo apne kaam se mukhlis (honest and sincere) hote hain. 
Jin ki apne kaam se lagan 'Bartar az ande-shaaye sud-o-ziyan' hoti hai
Unhe is baat ki fiqar nahi hoti ke maal ban raha hai ya nahi - aasoodgi milti hai ya nahi 

Ye woh log hote hain, jo apne kaam ko ibaadat samjh ker kerte hain



2 comments:

bsc said...

wow his is so interesting for me I had at one time written something about Thaqalaan
an Arabic/Quranic expression meaning zameen k bojh (two of you that is human beings and Jinnat) the word occurs in Sura Rahman Allah is accosting us both, after all HE is the one who "threw us both" from Jannah to this Zameen
If you like to see my own she'r
Meray munh men khak, ye shikwa nahin hay ay Khuda
too ne jannat se nikala mujhko awr shatan ko
iss qader duniya k dardon men pada hay aadmi dard jadon ka diya awr darday dil insaan ko
ham hen thaqalan-e-zameen to kuchh usko bhi day
kam se kam jadon ka he day dard uss shaitaan ko

mystic-soul said...

Wah..

What is Jadon..? Can you please write in Urdu...