Saturday, January 12, 2008

Pakki dosti ki dakar

Unhon ne mere saath khana khaya phir lumbi dakar (burp) li aur kaha: "Lo ab tumhari hamari dosti pakki ho gai"

"Mutlab?" main ne poocha.

"Agar aap kisi ke saamne bagair kisi hichkichahat ke dakar maar sakain to samjhain usse aapki dosti pakki ho gai".

7 comments:

Anonymous said...

That was put so beautifully. I just love your blog. Keep up the good work.

wassalam

Anonymous said...

hahaha...tauba :p!! It could also be a sign of ehhh...pakistan main winter main gayi..udher tou lagta har bazaar main chalte phirte insaan ne dosti kar li meray saath!

Anonymous said...

aaasem: you are always welcome here !

Anony: hum pakistani zara khule dil aur jism ke log hain !!...lol

Anonymous said...

I enjoyed the above post and agree upto one extent but on serious note: ye shaks koi jahil, beraham, beparwah aur napasandeedah bhi ho sakta hai.

Anonymous said...

Nice and funny :)

sobia said...

dost to wohi jin k samne aap khud ko baghair kisi takalluf k pesh ker sakein. jin k liye aap ko apne aap mein tabdeeli na laani pare!

Anonymous said...

agree !!