Aurat baRi bewaqoof hoti hai. Us ki zindagi main aik mard aesa hota hai jo uske saath saath rehta hai magar woh use darkinaar rakhti hai. Woh use dost keh leh gi, saathi keh lagi magar us se mohabbat nahi ker paaye gi. Jese Thomas Hardy ke 'Far from the Madding Crowd' main hota hai.
Aur woh mard bhi Iftikhar Arif ke barhwain khiladi ki tarah
intezar karta hai
aik aisi sa'at ka,
aik aisay lamhey ka
jis main saniha ho jaaye
.....
aik jumla-e-khush kun
aik naara-e-tehseen
us kay naam ho ja'aye
Sab khilariyon kay saath
woh bhi moutabar ho ja'aye
(Iftikhar Arif here)
https://www.youtube.com/watch?v=PvWQXRxgIGY
Aur woh mard bhi Iftikhar Arif ke barhwain khiladi ki tarah
intezar karta hai
aik aisi sa'at ka,
aik aisay lamhey ka
jis main saniha ho jaaye
.....
aik jumla-e-khush kun
aik naara-e-tehseen
us kay naam ho ja'aye
Sab khilariyon kay saath
woh bhi moutabar ho ja'aye
(Iftikhar Arif here)
https://www.youtube.com/watch?v=PvWQXRxgIGY
5 comments:
Thank you for sharing barwan khiladi.. awesome poem sir.
It is beautiful. As we all know, poetry is the highest form of language. As I get older, I am appreciating this form more & more, in english and urdu. Thank you. Is this a well known piece? I feel I have heard about it.
Yes, this is a very well known piece
میرا تعلق اردو ادب سے بس واجبی سا ہی رہا ہے پھر پاکستان چھوڑنے کے ساتھ وہ بھی ٹوٹ سا گیا افتخار عارف کے نام سے تو واقف تھا مگر اس ایک نظم سے اس کی عظمت بلکہ سب کچھ ظاہر ہو گیا پھر یہ بھی محسوس ہوا کہ بلاگ لکھتے ہوئے عزیزی تم نے جس مفروضہ کا احساس دلایا اور اس کو بارھویں کھلالڑی سے تعبیر کیا وہ بھی اتنا ہی دلپذیر لگتا ہے میں مفروضہ لکھ گیا ہوں اس کا مطلب یہ نہیں کہ میں اس کو نہیں مانتا بلکہ مجھے یہ احساس ہئوا ہے کہ میں نے اس کی طرف دھیان نہین دیا ایسے ہی جیسے ہم سب بارھویں کھلاڑی کی طرف دھیان نہین دیتے اللہ تمھین ہمیشہ خوش و خرم رکھے
Uncle,, ab to mera taaluq bhi Urdu adab se waajbi sa hi reh gaya hai
Post a Comment