Mard ko saari zindagi yahi ibhaam rehta hai ke aurat shaadi ker ke uske ghar main aai hai - magar aurat ka dil saari zindagi wahiN maeke main rehta hai!
Aurat saari zindagi (Banu Apa ke lafzoN main) yahi shikwa kerti rehti hai: "Kitne hi saal susraal main raho, kitne hi bachhe jano - kese kese kaaj sanwaro, koi apna nahi hota. Susraal main to shohar bhi apna nahi hota, dusroN ka gila kesa?...."
Ab to ye aurat per hai ke - soche to - uske 2 ghar hain - aur soche to - uska koi ghar nahi....

No comments:
Post a Comment